Whats Your Rashee Lyrics

Movie Cast : Harman Baweja, Priyanka Chopra, Anjan Srivastava, Visshwa Badola, Rajesh Vivek, Dilip Joshi, Daya Shanker Pandey, Honey Chhaya, Darshan Jariwala, Manju Singh, Bhairavi Vaidya, Manoj Shah, Pratik Dixit
Music Composer : Sohail Sen
Lyric's Writter : Javed Akhtar
Movie Director : Ashutosh Gowarikar
Movie Producer : Ashutosh Gowarikar, Ronnie Screwvala, Sunita Gowariker
Movie Release Year : 2009


Bikhri Bikhri

Bikhri bikhri si zulfein hai kyu?
Khoye khoye se aankhein hae kyu?
Gum ka yeh pal guzar jaayega,
Phir koi humsafar aayega (Two times)

Hey hey…heyy…ta ra ra re..
Haaa..haan..yeahh….aaa…
Naaa hoo..naa huuu…aaa…

Beety pal bhool jaa,
Wo pal nahee hae kahin,
Laayengee pal nayee,
Ek zindagi phir haseen,
Yeh bheegi palkein uthaa,
Yeh soch ke muskuraa,
Laayegaa phir samay koi zamana aisa yahan,
Phir chalegi hawa manchali,
Phir se mehkegi koi kali,

Phir koi humsafar aayega,
Dil koi geet phir gaayega…

Hey hey…heyy…ta ra ra re.

Raat lambi sahi,
Phir bhi yeh ek raat hai,
Subah ho jaayegi,
Sau baton ki baat hai,
Phir jaagege yeh fiza,
Phir dil ka ek raasta,
Le jaayegaa wahin tujhe,
Teri tay manzil jahan,
Sach to yeh hai ki hona hai yu,
To in aankhoin mein aanso hae kyu?
Gum naa kar tu jo murjha gaye,

Phool khil jaayenge phir naye…

Hey hey…heyy…ta ra ra re..
_________________________________________________________________


Pal Pal Dil Jisko Dhoonde

Pal pal dil jisko dhondhe,
Wo koi haseen hai,
Aankhon mein hai sau chehree,
Wo magar nahi hai,
Koi yahin kahin zaroor hai,

Ki jiskee rashee si milege, mery dil ki rashee bhi,
What’s your rashee, what’s your rashee,
What’s your rashee, what’s your rashee..

Pal pal dil jisko dhondhee,
Wo koi haseen hai,
Aankhon mein hai sau chehre,
Wo magar nahe hae,
Koi yahin kahin zaroor hae,

Ki jiski rashee se milegi, mery dil ki rashee bhi,
What’s your rashee, what’s your rashee,
What’s your rashee, what’s your rashee..

Ho.. Pal pal dil jisko dhondhe,
Wo koi haseen hae,
Hoo aankhon mein hai sau chehre,
Wo magar nahi hae,
Koi yahin kahin zaroor hae,

Ki jiski rashee se milegi, mere dil ki rashee bhi,
What’s your rashee, what’s your rashee,
What’s your rashee, what’s your rashee…
_________________________________________________________________

Jao Na


Jao na jao naa jao naa jao naa…
Tum jo ho to gaa rahi hai yeh hawa,
Tum jo ho to reshami si hai fiza,
Jao na jao na jao na..haan… jao na (Two times)

Hoo phir naa yeh raat aayege,
Phir naa yeh rutt chahyege,
Phir naa yu milna hoga,
Phir naa jaanee kya hoga?
Jao naa jao naa jao na..haan… jao na…

Yeh raat thodi to dhalne do,
Dheere dheere isko pighalne do,
Aage hai do raah maana magar,
Thodi durr to saath chalne do,
Haan… Yeh raat thodi to dhalnee do,
Dheere dheere isko pighalnee do,
Aage hai do raah maana magar,
Thodi durr to saath chalne do,

Hoo khonee wali ho kal tum,
Rukk sako jo do pal tum,

Kuch tumhari tasveerein,
Rakh lu apni aankhoin mein,
Jao naa jao naa jao naa.. haan… jao naa…

__________________________________________________________________

Aaja Lehraate Dhoonde

Zoom zoom zoom zoom,
Zo zum zo zum…
Wo ooo wooo ooo (Four times)

Aaja lehraate aaja balkhaate,
Naachte nachate, wooo ooo,
Aaja behkaate, rang jamaate,

Roop dikhaate, wooo ooo,
Woooo wooo…saathiya…
Girl I really want to hold you, aa bhi jaa…

Main jo lehraau, main jo balkhaau,
Hosh udau, wooo ooo, wooo ooo,
Dil dhadka do, hooo dil behka du, hoo
Duniya hila du, wooo ooo, wooo ooo,
Woooo wooo…saathiya…
Girl I really want to hold you, aa bhi jaa..

Wacko wacko…
Wacko wacko…

Na na na na na na..
Na na na na na na…
[Hum kya hai yeh to ek kahani hai,
Aaj hume zamane ko sunani hai] – 2 times
Chahe jo beete, hum hi to hai jeete,
Sunn le sunn le tub hi re (Two times)

Woooo wooo…saathiya…
Girl I really want to hold you, aa bhi jaa..

Na na na na na na..
Na na na na na na…
___________________________________________________________________

Pyaari Pyaari



Pyaari Pyaari Pyaari Pyaari
Nayi Nayi Nyaari Nyaari
Aisi Hain baatein teri saari
Dil Maine Khoya jaan vaari
Kyunki Pyaari Pyaari Pyaari Pyaari


Tu yeh kahe ya na kahe
Mujhko to hai yeh kehna
Ab koi doori na rae
Saath humein hai rehna
Kismat se mujhko tu mili hai
Main pyaasa hoon tu ek nadi hai
Kyunki Pyaari Pyaari Pyaari Pyaari


Hum to mile to yun lagaa
Jo dhoondte the mil gaya
Ek naram jhonka sa chalaa
Har Pal jaise khil gaya
Khushiyon ke phoolon se hai mehki

Dil ke chaman ki Kyaari Kyaari
Kyunki Pyaari Pyaari Pyaari Pyaari

Kyunki Pyaari Pyaari Pyaari Pyaari
Kyunki Pyaari Pyaari Pyaari Pyaari

___________________________________________________________________

Aa Le chal

Aa Le chal mujhko Sapnon ke nagar

Aa bana le humsafar mujhe
Main hi to hoon jisko tu dhoond raha tha
Dekh to le ek nazar mujhe


Tu jo choo le mujhko

Sona ban jaon mein
Woh sab jo sapna hai
Paa jao main

Jaadu jaage mera
Kuch aise Chaaon main
Khwaabon ki shehzaadi kehlaaon main



Haan Aaasmaan pe mera naam likh Sakta hai tu

Aasmaan mein Tera naam ? sure

Haan meri shauhraat duniya mein phaile banke khushboo

Kushoo ? Phailege pahilege

Teri sangat jo main paaon

Dil ke naghme gaaon
Main jalwe dikhlaaon dekhe duniya
Chaahat ki baarish ho Aisi nawaazish ho
Meri jo farmaaish ho maane duniya


Aa Le chal mujhko Sapnon ke nagar

Aa bana le humsafar mujhe
Main hi to hoon jisko tu dhoond raha tha
Dekh to le ek nazar mujhe


Tu jo choo le mujhko

Sona ban jaon mein
Woh sab jo sapna hai
Paa jao main

Jaadu jaage mera

Kuch aise Chaaon main
Khwaabon ki shehzaadi kehlaaon main